MOTHER IN LAW - MONSTER IN LAW OR MORE THAN ORIGINAL MOM ?????
(Flashback - Shaadi ka naam lete hi apni saas kaisi hogi yeh khayal)
Meri saas mere mummy hogi ,
Mujhe beti jaise rakhengi ,
Hum saath saath shopping krenge ,
Kabhi mujhpe chilayengi ya daatengi , marengi nhi , taana nhi dengi
Mujhe bohot pyar krengi...
(THAD ... Mere khayal tut gaye jab log mujhe apni saas ke baare mei btate the or can say khadus saasuon ke baare mein )(Unke btaye huye kuch ek baatein...)
1) Saas kabhi maa nhi ban sakti , joh baatein aap apni mumma ko bol skte woh saas ko nahi as woh kabhi nhi samjhengi and tumhe hi do baatein sunayengi -
Lekin mera toh case hi ulta hai as mein apni maa se jyada apni saas se saari problems discuss krti hu chahe woh koi bhi ho.. unhe har baat btati hu (isliye woh mujhe tana bhi dete ki mere petu mei kuch nhi pachta hahaha) ... Mujhe har cheez sikhayi chahe woh khana ho ya kuch aur .. Mujhe aage padne ke liye encourage kiya , jab bimar giri tab fikar ki ..aur kabhi na rukhne ki salah bhi di.
2) Saas matlab SARKHYA SUCHNA DENARI -
Yeh baat toh bilkul sahi hai ...I accept baba.... As meri saasu humesha mujhe jaldi uthke exercise krne ki suchna deti rehti taki mein fit rahu ( are bhai unhe koi btao ki itni pyaari neend ko tod ke kyu exercise krne botle ho), Bahar sard hawa hai scarf pehen ke jaa warna bimar gir jayengi(are thandi hawa ka mazaa hi kuch aur hota hai saasuji) ...Ghee khaya kar body ke liye achcha rehta (arre saasuma ghee khane ke baad aapka beta meri jaan khata weight kam krne ke liye)... Ab aap hi bato hai na meri SAAS -Sarkhya suchna denari
3) Saas dadi hai nany nahi so apne bachcho ko khud hi sambhalo -
Hridaan toh apne dadi ki jaan hai ... Ek cheez chod uske liye dus cheez lati hai.. Use apne pass rakh hume ghumne bhej deti hai.. Mere pregnancy me humesha bolti thi ki mujhe na shana pota/poti chahiye ,banda nhi...(Are dadi agar aap apne pote ki sari farmaishe puri karonge , use sir pe bithonge toh bhai meri garauntee nhi...aap jano and aapka pota jane...ok?)
4) Beti aane ke baad saas unse aapke baare mei gossip krti hai-
HAHAHAH.... Aarti di , anju ek baat bolu ?!?!! Hum aapke baare mei bohot gossip krte ;)
Meri saas toh apni betiyo se jyada mere liye shopping krti hai (jis wajah se unka pyaara , raj dulara and mera husband kafi jealous bhi rehta)
So guys each and every MIL isn't monster in law . There are few of them who's it's more than mom and yeyeye I am that lucky one...
MANJU MAA AAPKE LIYE KUCH PANKTIYA...
MURLI KI TAANO SI
VEDON PURANO SI
MOHAN KI GEETA KE JAISI TUM
TUMSE HAI ACHCHAI
TUMSE HI SACCHAI
TULSI KI SITA KI JAISI TUM
A very happy birthday mumma.. love you